Skip to main content

Ashraf ul Manshiyaat (Urdu Cigarette Ghazal)


 



Sochta hun cigarette pe ek kitab likhun...
Mazmoon e tehreer "ashraf ul manshiyaat" Likhun...

Ek nahi, do nahi, teen nahi or chaar bhi nahi...
Pooray pooray so (100) abwab likhun...

Dard e sar se lekr ghum e ishq tak ka...
Isay har dard o ghum ka elaaj likhun..

Khudko jala k mjhe taskeen deti hai...
Ab tu he bta, kis tarah isay kharab likhun...

(Written by Muhammed Usman)


Comments

Popular posts from this blog

Maa/ Mother Urdu Ghazal (MAA/Mother)

Waqte fursal nahi, har dum tera khayal aya hai... Teri furqat me har lamha muhaal paya hai... Ae maa! tujhsa koi q kar haseen ho? Teri chandi, teri jhuriyoon me yousuf sa jamal paya hai... Meri dua hai, tujhe meri bhi umar ho... Tere saae me har lamha hazaar saal paya hai... Zindagi me mere bht se kirdar hein magar, Per tjhe her kirdar me bht ba kamal paya hai... Mjhse chheen jae mera sb kuch, koi ghun nahi.. Tu mera Urooj hai, tere baghair zawala paya hai... Mjhe fakhar, ghuroor hai, k me tera aks hun.. Ae khuda e azeem! mene is takhleeq se tjhe bemisaal paya hai.... Written by Muhammed Usman